mari story of life in lattin words

in #story7 years ago


ma aik story app ku snanay ja raha hoon yeah story aik bhut he dilchas subject kay opar hai,, aik dafa ka zakar hai, kay kissi village ma aik old man raytha tha,, us kay five son thay,, wo apnay bachoo say bhut payar karata tha,, bora admi bhut ram dill tha,, lakin wo bhut parshan bhe tha q kay us kay sub batay aik dosray sa hamesha lartay raytay thy.

bora admi jub bhe kissi kam say city jata wapas atta tu usay pata chalta kay us kay son kay mabaain phar lari huy hai,,, as waja say us nay city jana choor dya tha,, wo nai samuj raha tha kay akhar apnay bachoon ku kasay aik dosry ka qarib lay,, wo bhut parshan tha

us nay apni parshani apnay aik bhut he aziz dost ku batii kay mujay ass mushkl say naklo,,, wo dost chala gya,, lakin phar bhut antazar kay bad wo wapass na aya,,, aik din wo bora admi bimar hoo gya,, jub jus ki bimarii ki khabar us kay dost ku malii tu woo bimar pursi ka lia us ka pass aya,,, us nay dost ki halat dikhi tu parshan hoo gya,,

us nay dost ku advise kii woo apnay olad kuu bolayia aur un ku jungle say khuch lakrian akhatii kar kay lanay ku bolay , jub wo jungle say lakrian lay kar wapass a guy tu dost nay sub bachoo ku bolo aik aik lakri torioo,, sub nay easy lii tor dii,,

jub us nay bhut sii lakrain aik sath tie kr dain aur tornay ku bola tu kuy bhe boray admii ka son na tor saka, astra,, us nay bola agar aik sath rahoo gay too mazbot rahoo gay, kuy bhe tum loggo tor nai pay ga,, agar untie ho guy sub log tum ku skekast day dain gay,,, astara woo bhi atafaq say ranay rallgay

morral: atafaq ma barkat hai..