Aamb kay aamb gutlioun ka daam
*Aamb kay aamb gutlioun ka daam
phalon ka badsha aamp jo ka garmioun main hota hay aur sub log as kay dewanay hain bacha ho ya baray sub shok say asay khatay hain
aaj main aap ko chand mofeed batian bataoun gha aamb kay baray
- aamb kay khanay say chera our jild saf hoti hay
- aamb main mojood vetamins A aur anit oxide ki waja say aap ki jild dag aur dbay nai hotay hain
- aur cheray ki jurian kam hoti hain
- aamb ka gutli ka baal aanton ka kyia bohot mufeed hay aur nezam e hazam ko durust rakhati hay
- jin hazrat ko rat ko kam nazar ata hay vetamins A ki kami ki waja say un logon kay lyia aamb bohot mufeed h
- aamb ki gutli ko pees kay aak chamach pani kay sath khayian hazmay kay lyia mufeed hay
- aamb ka juces penay say garmi ki taseer kam hojati hay
- aamb kay chalkon main colostron kam krnay ki salhit hay
aamb kay juce peny say aap kay jisam ki tawani bahal hotai hay aur vetamins ki kami ko bhi pora krta hay
as kay alwa aamb ka achar aur aamb ka murabah bhi log bohot shok say khatya hain.
wow it is my favorite fruit
This comment has received a 0.14 % upvote from @speedvoter thanks to: @rayhanrushimoni.